Manisha (manishatripathi9) uses Bloggers to connect with peer Bloggers. Join the largest Bloggers Community to follow Manisha (manishatripathi9), and build your audience now!
TRULY INDIAN aao hum sab mil sath chale, is duniya k liye misaal bane, ek aisa jahan banaye hum, ki har dil par chaa jaye hum, din din hum lakshya ki or badhe, ek naya bharat varsh gadhe, har dil ka dard mitaye hum, kuch aisa kyu na kar jaye hum, har sukh dukh me hum sath rahe, ek duje par vishwas rahe, kuch karne ki jab thane hum, fir kisi ka kaha na maane hum, bas khud par atal vishwas rahe, or himmat apni sath rahe, aao apni swarna kalam se kuch aisa likh jaye hum, ki duniya k un veero me apna bhi ek naam rahe, har kadki lakshmi kehlaye or har ghar me ek ram rahe, aao hum sab mil sath chale...... BHARAT ka naya itihaas likhe........
Manisha ∙ 35 weeks ago
TRULY INDIAN
aao hum sab mil sath chale,
is duniya k liye misaal bane,
ek aisa jahan banaye hum,
ki har dil par chaa jaye hum,
din din hum lakshya ki or badhe,
ek naya bharat varsh gadhe,
har dil ka dard mitaye hum,
kuch aisa kyu na kar jaye hum,
har sukh dukh me hum sath rahe,
ek duje par vishwas rahe,
kuch karne ki jab thane hum,
fir kisi ka kaha na maane hum,
bas khud par atal vishwas rahe,
or himmat apni sath rahe,
aao apni swarna kalam se kuch aisa likh jaye hum,
ki duniya k un veero me apna bhi ek naam rahe,
har kadki lakshmi kehlaye or har ghar me ek ram rahe,
aao hum sab mil sath chale......
BHARAT ka naya itihaas likhe........