rahen salaamat
― Rahen salaamt “SHAYARISM.COM” banaaney waale mujh jaise kai gumnaamo ko naam dilaane waale shayad kuch man halka ho yahan pe shaayri karke aur mere dard ko samjhen mujhpe muskuraaney waale shaayad ab koi” RAJAN” na gumnam hoga meri shaayri pe har comment hi mera inaam hoga meri baaten shaayd lagengi fizool sabko… magar mere jazbaat samjhengey kisi [...] .





